Aeshass do dilo ka love shayeris
Aehsas do dilo ....
Teri khamoshi kuch keh nhi paayi..
Teri takliff muze raas na aayi ...
Kyu tu yuhi muzse doorr rehta hain
Lagta nhi jaise tu muzse doorr gya ho , kyu tu muze hamesha tanhayon main yaad Kiya karta hain ....
Jaanta hu tu muzse se vefaana pyaar karta hain ,. Par kyu tu muze har pal yaad nhi karta hain ,. Main to Tere liye duniya bhula kar har vakat ,pal _pal tuzko yaad Kiya karta hun ..
Na jaane tu kyu muze choad gya is pyaar ki zindgi main , pass ho ke bhi doorr ho liya karta hain...
I miss you....
Comments
Post a Comment
Thanks to you visit my blog Again. Put your email get information about new shayeris blogs & poetry's